GST 2.0 (22 September 2025 se) me zyada tar goods par ab 5% ya 18% GST hai, aur kuch luxury / sin goods par 40%. Neeche aam B2B products ka rate aur HSN code hai — har page par calculation aur suppliers bhi.
Last updated: 14 Nov 2026. Rates GST Council / CBIC notifications (GST 2.0, w.e.f. 22-09-2025) ke hisaab se diye gaye hain. Kuch items par product ke type ke hisaab se alag rate ho sakta hai — bill banane se pehle apne exact HSN ka rate
CBIC par ya apne CA se confirm kar lein.